Hijar ki rat ka roshan sitara by Shaista Aziz
Novel name_ Hijar ki rat ka roshan sitara”. published in Khwateen digest January 1994
Writer _Shaista Aziz
Pages _54
Cross marriage+Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹
Hero Murtaza Ali taleem ki gharz se beroon mulk tha ab kafi salon bad ghar wapis aa raha.
Hero ki family uski shadi k leye larki ki talash mai hai.Hero ki bari behan married hai.Hero ki dadi uski nand Dilkash Ara se hero ki shadi karwana chahti💞
Heroin Dilkash Ara sanwli hai aur hero ki behan ki apni nand se nahi banti wo apne handsome bhai k leye gori larki le k aana chahti.Hero behan ki shadi k waqat beroon mulk tha🙂
Hero heroin ko pasand karne lagta hai🥰Lyken behan ka ghar kharab na ho esleye khamosh rehta.Aagay kia hota read karen 🌹🌹
Happy ending hai ♥️♥️












Leave a Reply