Manajaton ki shab mai by Rukh Chaudhary

Manajaton ki shab mai by Rukh Chaudhary

Ā Manajaton ki shab mai by Rukh Chaudhary

Novlet name_ Manajaton ki shab mai” published in Khwateen digest June 1999
Writer_ Rukh Chaudhary( Marhooma)
Pages_35

Old halki phulki family story hai achii hai jinhen old stories pasand hain wo check krenšŸ’•

Heroin Sameen ke father ka taluq jageerdar family se hai ayash se hotay jo apni bhn Nuzhat ko Juway mai har ke uska rishta aik married shakhas se krdetay.Jbke Nuzhat kisi aur ko pasand krti thin✨

Ab kafi arsay ke bad heroin ke father use leke out of Country se wapis ayen hainšŸ’•Phupho ko divorce ho chuki hai.

Hero Armghan ki mother usky leye larki talash kr rahi hain.phupho jise chahti thin wo hero ka czn haišŸ˜mujhy heroin ki phupho ki story zyada achi lagi.

Happy ending haišŸ’™šŸ’™šŸ’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *