Shab e ghum guzar ab to by Uzma Nazli
Afsana name _ Shab e ghum guzar ab to” published in Khwateen digest November 1992
Writer _ Uzma Nazli
Pages_ 22
Hero doctor based nice family story hai with mature writing check karen♥️💞
Heroin Taleha ki maa ki heroin k walid se 2nd marriage hui hoti.Wo umar mai unse kafi barey hote aur pehli bv se bhi unke bache hain.Heroin ki maa se inka salook acha nahi hota.
Heroin ki maa ki death k bad walid heroin ki shadi jis se tey karte wo awara sa hota.Heroin wahan shadi k leye razi nahi walid use ghar se jane ka keh detay.Heroin apni khala ko call karti jo use apne ghar le atin hain🥰Hero Adeel Hamdani unka parosi hai♥️
Happy ending hai ♥️ 💞












Leave a Reply