Rishta safar ka hai by Mrs Sohail Khan

Rishta safar ka hai by Mrs Sohail Khan

Rishta safar ka hai by Mrs Sohail Khan

Novel name _ Rishta safar ka hai” published in Pakeeza Aanchal digest December 2001

Writer _ Mrs Sohail Khan

Pages _33

Contract marriage based nice family story hai with mature writing must read 🌹♥️

Heroin Soha k walid Miyan Jee k baghat mai kaam karte hain.Miyan jee ki bv ki death ho chuki aik beti Raheen hai.Miyan jee 2nd marriage kr lete per wo Raheen ko nazar andaz karti hai.Heroin kafi zaheen hai.💞

Miyan jee heroin ko apni beti k leye apne ghar rakh lete dono aik sath bari hoti aur apas mai kafi dosti hai💞Raheen hero Nayel Hassan ko pasand karti hai🙂

Raheen czn se engaged hai walid dono ki shadi tey ker detay.Hero ki family bhi uski shadi czn se karna chahti tab Raheen dono ki contract marriage kawati🥰 Aagay kia hota read karen 💞

Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *