Novlet name _ Mai tera hun” published in Khwateen digest April 1993
Writer _ Iqbal Bano
Pages _25
Rude hero based family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Umme Laila k parents ne love marriage ki hoti.Heroin k walid ki death k bad maa beti k sath mayke aa jatin.Hero Faiz heroin ka czn hai🥰Dono engaged hain💞
Hero ki shuhrat achi nahi eslye heroin use pasand nahi karti.Hero k walid ka qatal ho chuka aur maa apne parents k pas chali jatin tab hero ki parwarish dadi karti.Hero bigar chuka.
Heroin study k silsilay mai beroon mulk ati hai jahan Sanwal se takrao hota hai 💕 Aagay kia hota read karen 🌹🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply