Wo din aaye ga by Yasmeen Nishat
Novel name _ Wo din aaye ga” published in Shua digest October 1995
Writer _ Yasmeen Nishat
Pages _35
Revenge based+ Hidden nikah based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Abeer Fatima 2 behnen hain.Walid ki death k bad uske chacha unko apne ghar le ate.Heroin ki behan Saira bohat rude see hai wo chacha ki family ko pasand nahi karti sab se bure treeqe se paish ati hai.
Hero Maaz heroin k chacha ka beta hai jo heroin ko pasand karta hai🥰Heroin us se tuition parhti hai.Saira bhi hero ko pasand karti hai.Hero k mamoo ka beta Soban beroon mulk se ata hai jis ki Saira toheen karti hai..Aagay kia hota read karen 🌹
Hero heroin ki Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply