Tere naam ka sitara by Saima Akram Chaudhary

Tere naam ka sitara by Saima Akram Chaudhary

Tere naam ka sitara by Saima Akram Chaudhary

Novel name_ Tere naam ka sitara ” published in Pakeeza digest July 2006

Writer _Saima Akram Chaudhary

Pages _35

After marriage based nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹

Hero Moeed Hassan 4 behno ka iklota bhai hai maa ki death k bad uski bari behan ne sab ki parwarish ki hoti.Hero ki behnen uski shadi phupho ki beti se karna chahti hain per hero wahan razi nahi.

Heroin Ramla ki hero se aik funny situation mai mulaqat hoti hai🙂Hero use pasand karne lagta hai 💞 Proposal baijta hai per heroin ki maa uski behno k rawiyion ko dekhte huye inkar kar detin.

Achi story chalti hai 💕 dono ki after marriage story mai hero ki behnen villain ka kirdar ada karti hain.

Happy ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *