Jugnoo jungle aur saye by Samra Bukhari

Jugnoo jungle aur saye by Samra Bukhari

Jugnoo jungle aur saye by Samra Bukhari

Novlet name _ Jugnoo jungle aur saye” published in Shua digest February 1995
Writer _ Samra Bukhari
Pages_ 25

Rude hero based+ University based nice family story hai check karen 🌹🌹

Hero Umar Safwan 3 bhai hain maa ki death k bad unki dadi ne in sab ki parwarish ki hoti.Hero ki apni walid se bilklul nahi banti.Hero ki walid se nok jhok rehti wo ghar se farar chahta eslye walid ko majboor kr k shehar mai admission leta.

University mai aa k hero ghair qanooni sargrmion mai mulawis hojata.Awara doston k sath rehta.Heroin Arshi apni maa k sath rehti hai.Heroin ki maa doctor hai.Achi story chalti hai 💕

Nice ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *