Teri aankhon k siwa by Fatima Shehnaz Murtaza
Afsana name _ Teri aankhon k siwa” published in Kiran digest July 1979
Writer _ Fatima Shehnaz Murtaza
Pages _24
Heroin Amber parents ki ikloti beti hai kafi khoodsar hai.Hero Shumail czn hai jiski parwarish heroin k parents ne ki hoti dono engaged hain💞
Heroin Showbiz join karna chahti per hero aur heroin k parents us mahole ko pasand nahi karte aur razi nahi.Heroin apni marzi karti aur bad mai hero se engagement tor deti.
Hero apne ooper sab ilzam le leta keh wo heroin se shadi nahi karna chahta jispe heroin k walid use ghar se nikal dete.Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply