اولڈ از گولڈ 🥰
Novlet name _ Shikast k rang” published in Shua digest November 1991
Writer _ Asia Mirza
Pages _27
Hero boss based cute family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Novera Asad 2 behan bhai hain walid ki death k bad heroin ka bhai beroon mulk jana chahta ta keh ghar k halat behter hon.Heroin k mamoo kafi ameer hain aik beta hai jo study k silsilay mai beroon mulk hai💞.Wo chahte keh behan aur bache unke ghar rahen per heroin ki maa razi nahi hoti.
Heroin ki maa apna ghar baich k betey ko baher mulk baij detin.Beroon mulk job na milne ki waja se ghar k halat kafi kharab ho jate tab heroin ki maa Novera ko mamoo k ghar baijti jahan mumani rude behave karti.
Hero Sadan Jahangir heroin k mamoo ka beta hai🥰Jiske pas heroin job k leye aye hai💞Heroin uski czn hai wo es bat se unjan hota jbke heroin inki family se nafret karti hai🙂Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply