Aur mohabbat ho chali by Mehwish Iftikhar

Aur mohabbat ho chali by Mehwish Iftikhar

Aur mohabbat ho chali by Mehwish Iftikhar

Novel name _ Aur mohabbat ho chali” published in Kiran digest July 2007
Writer _ Mehwish Iftikhar
Pages _35

2nd marriage based+ Cross marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Mah Zaib joint family mai rehti hai.Hero Umar Hayat heroin ka czn hai🥰Dono families ki apas mai narazgi chal rahi hoti.

Heroin k dada es dushmani ko khatam karne k leye bachon k apas mai rishte tey ker dete.Heroin ka rishta czn Karar Jafar se aur hero Umar ki behan ka rishta heroin k bhai Hassan se krdiya jata.💞

Karar Jafar kisi aur ko pasand karta hai wo es rishte se Khush nahi after marriage heroin se acha salook nahi karta.Achi story chalti hai 🌹

Happy+ Nice ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *