Teri be wafai ka ranj hai by Rubina Roohi

Teri be wafai ka ranj hai by Rubina Roohi

Teri be wafai ka ranj hai by Rubina Roohi

Novel name_ Teri be wafai ka ranj hai” published in Kiran digest November 1993
Writer _ Rubina Roohi
Pages_ 45

University based+ Revenge based+ After marriage based heart touching see Love story pr based hai check karen 🌹🌹

Heroin Naheed taleem ki gharz se shehar shift hui hai hostel mai Rimsha uski roommate hai.Heroin ki Rimsha se kafi dost ho jati. Rimsha ki university fellow Hamayun Hassan se kafi dosti hai wo heroin ko pasand karne lagta hai💞

Rimsha heroin ko uski be tabaion se agah karti rehti jise sun k heroin bhi Hamayun ki tarf mayel ho jati.Dono mai khat o kitabat hoti jab jab aik dusre se door hote.

Hero proposal baijta hai jise heroin k walid reject kr dete aur heroin ki shadi Wahab se ho jati💕Ab heroin ka aik beta hai aur mazi ne heroin ki shadi shuda zindagi mai dastak di hai.Aagay kia hota read karen💞

Heart touching ending hai💘💘

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *