Sehraon mai rukte nahi badil by Rukh Chaudhary
Novel name _ Sehraon mai rukte nahi badil” published in Shua digest September 1991
Writer _ Rukh Chaudhary (Marhooma)
Pages _40
Revenge based+After marriage based family story hai check karen 🌹🌹
Hero Wajahat apni university fellow Hina ko pasand karta hai jbke hero ki maa uski shadi apni bhanji se karna chahti hai.Hero ki khala beti k sath beroon mulk se esi silsilay mai ati hai per hero inkar kar deta jiska hero ki maa ko bohat dukh hota wo us unjan larki se nafrat karne lagti jiski waja se ye sab hua💞
Hina k walid beti ka proposal le k ate jinki insult ker k hero ki maa ghar se nikal deti tab wo apni beti aur hero ka khamoshi se nikah karwa dete🥰Hero aur Hina ki aik beti Neha hoti aur road accident mai dono ki death ho jati.Aagay Neha aur Hero Jawad ki story chalti hai 🌹
Happy ending hai 💕💕













Leave a Reply