Ishq jazbon ka qarar complete by Sadia Aziz Afridi
Novel name_ Ishq jazbon ka qarar” published in Kiran digest March_ April 1995
Writer _ Sadia Aziz Afridi
Epi_1_2____ complete
Hero Hamaal Jahaniyan k walid ki parwarish unke Taya ( Agha Jan) ne ki hoti.Hero k walid apni pasand se shadi ker lete jis waja se hero k taya unse naraz ho jate.Walid bv k sath ghar chor jate ab kafi arse bad apne 2 beton Hero Hamaal aur Nehan k sath wapis aye hain💞
Hero k taya bhai ko maaf nahi karte baqi bhabi aur bachon se theek rehte.Hero Hamaal ki apni maa se nahi banti wo kafi strict see hain.Unke rawaiye ki waja se hero kafi aziyat pasand ho chuka.
Hero k walid ki dost ki beti Rama (heroin) unke sath hero k ghar rehne ati hai jise Nehan pasand karne lagta hai🥰Hero Hamaal k sath heroin Soma hai💕Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai 💞💞













Leave a Reply