Jo daraj tha tere bakhat mai by Hina Malik
Novel name _ Jo daraj tha tere bakhat mai” published in Aanchal digest February 2003
Writer _ Hina Malik
Pages _35
Forced marriage based halki phulki family story hai check karen 🌹🌹
Hero Haris czn Maheen ko pasand karta hai.Heroin ki maa Maheen aur uski family ko pasand nahi karti wo hero ki shadi apne bhai ki beti Eesha (heroin) se karna chahti hai.
Heroin Eesha parents ki ikloti beti hai.Parents k sath beroon mulk rehti hai kafi bigri hui hai.Aik ghair Muslim larke se shadi karna chahti hai.💕
Heroin k walid use Pak le k ate aur Emergency mai hero se uski shadi ho jati after marriage dono es rishte se khush nahi 🙂 Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply