Tum hi mera hawala ho by Maryam Mah Munir
Novlet name _ Tum hi mera hawala ho” published in Kiran digest November 2015
Writer _ Maryam Mah Munir
Pages _30_
After Nikah based nice family story hai check karen ♥️🌹
Heroin Iffat 2 behnen hain walid teacher hain.Hero Roshan k walid unke colleague hain aur dono families k apas mai ache taluqat hain.Roshan ka bara bhai beroon mulk job karta hai.
Heroin ki behan ka nikah hero k bare bhai se phone pe hota wo lalchi sa hai bad mai property mai hisse ki demand shuru kr deta aur phir aik hadse mai heroin k walid aur behan ki death ho jati.
Ab hero ka proposal heroin k leye aya per wo razi nahi hoti..Dono ki after nikah story chalti hai jahan wo hero ko bhi behnoye jesa khoodgharz khiyal karti hai🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply