Mujhe awaz de lena complete by Sabas Gul
Novel name_ Mujhe Aawaz de lena” published in Pakeeza digest December 2025_ January 2026
Writer _ Sabas Gul
Pages _55____ complete
Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹
Hero Aarib aur heroin Hamsa apas mai czns hain🥰 Joint family hai.Hero k walid kaamchor se hain ghar ki sari zemedari heroin k walid pe hai.Hero k walid usko study k leye beroon mulk baijna chahte esi chaker mai wo heroin k walid se ghar k apne hisse k pese le letey.
Hero medical ka student hai.Edhar Pak mai walid ghar ka hissa lene k bawjood bachon k sath wahin reh rahey aur Sazish kar rahe heroin ko apni bahoo bana k dobara ghar pe qabza jamane ki🙂
Hero behan ki shadi pe Pak aya hai aur heroin ko pasand karne lagta hai🥰Hero parents ki sazishon se be khabar hai aagay kia hota read karen Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply