Manzil door nahi by Asia Razzaqi
Novlet name _ Manzil door nahi” published in Khwateen digest December 1986
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _30_
Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Humaira k leye uske gaon k Munshi k bete ka rishta ata hai jise walid qabool kar lete ye bat jab heroin ki phupho ko pata chalti to wo naraz hotin.Unhen ye rishta heroin k leye munasib nahi lagta eslye wo heroin ko apne sath shehar le atin taa keh kisi achi jaga heroin ki shadi karwa saken🙂
Heroin ki phupho joint family mai rehti hain.Hero Farzand heroin ki phupho k betey ka dost hai🥰Wo heroin ko pasand karne lagta hai.Heroin ki czn bhi hero ko pasand karti hai.Achi story hai🌹 Story mai twist hai jo last mai read karne pe samne ajaye ga🙂
Happy ending hai ♥️♥️
Manzil door nahi by Asia Razzaqi













Leave a Reply