Khail umar bhar ka tha by Zar Jabeen
Novlet name _ Khail umar bhar ka tha” published in Khwateen digest March 1992
Writer _ Zar Jabeen
Pages _32
Rude hero based old family novel hai check jinhen old digests stories pasand hain🌹♥️
Heroin Nabeeha aur uski czn Ayema chution mai apne uncle ke ghar rehne aye hain🙂Heroin Ahsan se engaged hai.
Hero Danial Wahdi uncle ka prosi bhi hai aur rishtedar bhi🌹Kafi rude sa hai heroin se jab bhi takrao hota hai dono mai nok jhok hona lazimi hai🙂 Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply