Jugnoo khuwab aur tanhayi by Fareeda Kanwal

Jugnoo khuwab aur tanhayi by Fareeda Kanwal

Jugnoo khuwab aur tanhayi by Fareeda Kanwal

Novlet name _ Jugnoo khuwab aur Tanhai” published in Kiran digest November 1997
Writer _ Fareeda Kanwal Shareef
Pages _30

Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Tehreem k parents ny Love marriage ki hoti.Heroin ki maa ka apne mayeke walon se koi rabta nahi. Parents ki death k bad sari property heroin k naam hai.Heroin k taya apne abnormal bete se uski shadi karna chahte.Heroin ki dadi use uske nanyal baij deti.

Heroin ki Train mai hero Zawi se mulqat hoti🥰Jo apni dadi k sath usi train mai safar kar raha hota.Heroin apne mamoo se unke office milne jati hai wo use ghar le ate jahan joint family hai🙂Aur hero czn hai🌹 Achi story chalti hai 🌹

Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *