Ek lamha kiran kiran sa by Nabiha Naqvi

Ek lamha kiran kiran sa by Nabiha Naqvi

Ek lamha kiran kiran sa by Nabiha Naqvi

Novlet name _ Ek lamha kiran kiran sa” published in Khwateen digest August 1987
Writer _ Nabiha Naqvi
Pages _22

Nice family story hai with mature writing must read🌹🌹

Heroin Hibba k walid ki death ho chuki bara bhai married hai aur family k sath beroon mulk rehta hai.Heroin maa k sath rehti hai jinki achanak death k bad heroin akeli ho jati.Tab heroin ka bhai use apne pas le ata.

Hero Aarij Hassan Rich family se hai🌹Aik taqreeb mai heroin ka us se takrao hota hai🥰Hero use like karne lagta aur uske bhai se dosti kr leta.Hero Hibba ki bhabi se apni dili jazbat biyan karta keh wo heroin se shadi karna chahta hai per heroin razi nahi hoti🙂

Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 💕💕

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *