Yahi khushi hai mata e hayat by Tehniyat Rehman
Novlet name _ Yahi khushi hai mata e hayat” published in Shua digest July 1993
Writer _ Tehniyat Rehman
Pages _25
Halki phulki family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Shama aur hero Khawar apas mai czns hain🥰 Hero Shama ko pasand karta hai 🙂Main story heroin k mamoo Tariq ki hai jo heroin k ghar rehte hain.Tariq “Safina” ko pasand karta hai.
Safina ki family se heroin ki family ki purani dushmani chal rahi eslye wo heroin k mamoo ko rishta dene se inkar kar detay..Aagay kia hota read karen 🌹 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply