Chalo keh paar lagen by Zarnain Aarzoo

Chalo keh paar lagen by Zarnain Aarzoo

Chalo keh paar lagen by Zarnain Aarzoo

Novlet name _ Chalo keh par lagen” published in Kiran digest January 1995
Writer _ Zarnain Aarzoo
Pages _22

Rude hero based halki phulki family story hai check karen 🌹♥️

Hero Awais sanjeeda mizaj hai aur shadi bhi apne jesi nature ki larki se karna chahta hai.Hero ki behan (czn) Sehar bohat chulbuli see hai wo apni pasand ki larki se hero ki shadi karana chahti hai.

Hero ki family apni pasand se uska rishta tey kr deti hero es rishte ko khatam karna chahta hai use shokh larkion se chirr hai🙂Phir Sehar ki dost Zarash( heroin) unke ghar rehne ati hai.. Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *