Saba aik pal chali hai by Asia Razzaqi
Novlet name _ Saba aik pal chali hai” published in Khwateen digest November 1984
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages __28
2nd marriage based heart touching see family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Aneesa k walid ki uski maa se 2nd marriage hui hoti.Pehli bv se bhi unke bache hain.Heroin 2 behan bhai hain.Bhai se heroin ki nok jhok rehti hai.
Heroin ki maa rishte ki gharaz se use uski khala k ghar baijti hain taa keh heroin ka rishta kisi achi jaga ho jaye.Hero Sarwar khala ka beta hai🥰Jo heroin ko pasand karne lagta hai.Heroin bhai k khat ki waja se hero se mile baghair ajati.
Heroin ki shadi jis se hoti wo kirdar ka acha nahi hota after marriage heroin beroon mulk shohar k pas ati hai..Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 💕💕













Leave a Reply