Afsana name_ Dastak” published in Khwateen digest October 1992
Writer _ Seema Munaf
Pages _27
Heart touching see nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Unsa 3 behan bhai hain.Heroin k walid job k silsilay mai beroon mulk hain bv se shadi marzi k khilaf hui hoti eslye ab wo bv aur bachon se kam rabta karte hain.
Heroin ko shadi k naam se chir hai wo mard k sahare k baghair Zindagi guzarna chahti.Es chaker mai heroin kitne mohabbat bhare dilon ko thukrati hai read karen.
Achi ending hai 💕💕













Leave a Reply