Badalte mausam by Roshani Bukhari
Novlet name _ Badalte mausam ” published in Kiran digest October 2013
Writer _ Roshani Bukhari
Pages _24
Heroin Laiba aur Ali apas mai czns hain.Heroin k parents ki death ho chuki hai. Nanyal mai rehti hai.Ali ko pasand karti hai. Nani bhi dono ki shadi karana chahti hain per Ali heroin ko pasand nahi karta
Ali heroin se misbehave karta hai bad mai shadi se inkar kr deta.Heroin ki shadi Naveed se hoti🥰Dono ki achi life guzar rahi hoti ikhtalaf tab peda hote jab heroin ka pregnancy test positive ata..
Aagay kia hota read karen 🌹
Nice ending hai♥️♥️













Leave a Reply