Kanch mausam gulab baten by Syeda Shahla Shakoor
Novlet name _ Kanch mausam gulab baten ” published in Kiran digest March 1996
Writer _ Syeda Shahla Shakoor
Pages _22
Hero boss based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Ghazala Kamal k walid ki aik hadse mai death hojati.Heroin 7 behan bhai hain .Heroin beroon mulk study k sath sath job bhi karti aur ghar pese baijti hai.
Heroin aik store pe job karti hai jiska malik hero Ali Hassan hai🥰Ali Hassan k parents ki death k bad uski bhabi usay ghar se nikal deti hain tab wo beroon mulk aa k mehnat se ye muqam hasil karta hai.Hero ka past heroin se jura hai dono kabhi parosi they🙂Achi story chalti hai with Happy ending ♥️♥️













Leave a Reply