Yahi ishara hai roshani ka by Shazia Chaudhary

Yahi ishara hai roshani ka by Shazia Chaudhary

Yahi ishara hai roshani ka by Shazia Chaudhary

Novlet name _ Yahi ishara hai roshani ka ” published in Pakeeza digest April 1998

Writer _ Shazia Chaudhary

Pages _18

Nice family story hai with mature writing check karen🌹🌹

Heroin Naila ki dadi gaon se unke ghar rehne aye hain.Wo heroin k parents per zor deti hain k wo bachon k rishte munasib waqat pe karen yahi umar hai per parents ko lgta k abhi bache set nahi izafi zemedari puri nahi ker saken gay.

Heroin ki dosti Ayeza se hoti hai.Jo usko ache bure mai frq batati hai aur heroin ko shadi karne pe zor deti hai.Writer ny aik ache mozoo pe likha hai..

Nice ending hai ♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *