Khuwabon ki yourash mai by Samra Bukhari
Novel name_ Khuwabon ki yourash mai” published in Khwateen digest June 2007
Writer_ Samra Bukhari
Pages_23
Aik nice family story hai with mature writing must read🌹🌹
Heroin Suria ko study se kuch khas dilchaspi nhi jbke mother ki khuwahish hai k wo aala taleem hasil krey.paros mai heroin ki dost Sosan hai jo k fail ho k ghr baith chuki hai choty bhn bhaion se tang hai achay kirdar ki nahi.Heroin ki masoomyet ko kese cash krti rehti hai read kren 💕
Thori different c story hai pr bht achi hai
Ending nice hai♥️♥️🌹













Leave a Reply