Nain Tara aur aik thi Kokab by Mansha Mohsin Ali
Novel name _ Nain Tara aur aik thi Kokab” published in Kiran digest August 2018
Writer _ Mansha Mohsin Ali
Pages _33
2nd marriage+ University basee nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Nain Tara k parents ne love marriage ki hoti parents ki death k bad heroin apne nanyal ati hai.Hero Arsal czn hai🥰Kokab Fiaz dono ki university fellow hai 4 behnen hain.Dadi ko pota na hone k dukh hai eslye ghar ka mahole akser kharab rehta hai.
Hero Kokab ko chahta hai.Heroin ki Shadi university fellow se hojati jo ache kirdar ka nahi hota. Hero aur Kokab ki bhi after marriage story chalti hai 🌹 Dono kese milte read karen piyari Love story hai with Happy ending ♥️♥️













Leave a Reply