Novel name _Bad e no bahar” published in Pakeeza digest August 2010
Writer _ Atia Umar
Pages _40
2nd marriage+ After marriage based nice family story hai check 🌹🌹
Heroin Lababa czn Fakhir ko pasand karti hai per uski dadi ki achanak tabiyet kharab hone per uski emergency mai dusre czn Haidar(hero) se shadi hojati.
After marriage heroin us se rude hai.Mazi mai inke parents ki story sath sath chalti hai jahan aik couple ki 2nd marriage hoti aur bache dusri maa ko qabool nahi karte.Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply