Mai ishq hun part_2 by Nayab Jailani

Mai ishq hun part_2 by Nayab Jailani

Mai ishq hun part_2 by Nayab Jailani

Novel name_ Mai Ishq hun” published in Pakeeza digest December 2021
Writer_ Nayab Jailani

Joint family based aur suspense se bhara hua aik khubsoorat long novel hai with mature writing must read❣️

Story Sufi saheb ke garany ki hai jahan joint family hai.Heroin Amaim Aalim e deen bun rahi hoti jise family ke kuch members pasand nahi kartay.jinmai dadi phupho aur Sufi Saheb sare fehrist hain.Use sabse alag thalag rakha jata hai sirf aik Taye hain jo heroin ka khyal krti hain💕Heroin es salook pr bht preshan rehti hai.

Heroin ghair mamooli haseen Hai😍Family ke mutabiq heroin ny hussan apni man se churaia hai😊czn pasand krta hai pr uski man heroin se bht nafret karti hai.leken betay ki zid ke agay har jati aur dono ki engagement hojati.
Hero Ehtisham bhi heroin ka czn hai❣️bazahir rude hai pr dil hi dil mai heroin ke leye piyar ka khazana chupaye huye hai😊

Amaim jis madrissay mai parh rahi hoti uski head Norus achi aurat nahi hoti ghair qanooni sargrmion mai mulwis hai.Heroin buri tarah usky jaal mai phanes jati.Heroin kese es situation se niklti aur kon uski ghaybi madad karta bht maza ata hai😍Heroin ko akser wrong no se msgs atay jo anay wali musibat se use bachatay hain heroin ka ye Ghaibi madadgar kon hota read karen💞

Past story sath sath chalti hai jismai Amama Sufi saheb ki beti hai😍apni dadi ke bhanje Sham(Shahmeer) ki dewani hai.Jiski pawarish Sufi saheb nay ki hoti kunke usky father achay nahi aur mother ki death ho chuki hai.Dadi apni beti ke leye use pasand kr chuki hai jo zyada haseen nahi aur abhi tak kanwari hai.
Ye bht heart touching c Love story hai💔💔💔
Heroin ka Amama se kia rishta hai aur usky parents kon hain ye sab suspense hai.Mujhy to bht pasand aya baqi sabki apni apni choice hai.

Hero nd heroin ki happy ending hai❣️❣️❣️💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *