Khoobsurat khuwab by Asia Razzaqi

Khoobsurat khuwab by Asia Razzaqi

Khoobsurat khuwab by Asia Razzaqi

Novlet name _ Khoobsurat khuwab” published in Khwateen digest December 2009
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _20

Joint family based nice story hai with mature writing check 🌹🌹

Heroin Nazmeena ki dadi ka rawiya uski maa se acha nahi eslye heroin dil mai irada kar chuki hoti keh wo apni saas ko khood pe havi nahi hone de gi🙂
Heroin ko uska czn Jamal (hero) pasand karta hai dono ki bat paki hojati🥰

Heroin ki khala kafi ameer hain wo apne betay se heroin ki shadi karna chahti hain.Ahista ahista heroin bhi unke rehan sehan ko dekh k hero se rishta khatam karne ka sochne lagti agay kia hota read karen 🌹

Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *