Aey nazar ki khush fehmi by Nayyar Khan
Novlet name _ Aey nazar ki khushfehmi” published in Shua digest May 2002
Writer _ Nayyar Khan
Pages _35
After marriage + 2nd marriage based nice family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Heroin Sara 6 bhai aur 2 behnen hain middle class family hai.Heroin ghar k mahole se bohat tang hai bhaion ka har kaam k leye unhen pukarna khood kuch na karna heroin ko boht na pasand hai.
Hero Fahad czn hai🥰 Heroin ko bht chahta hai pr heroin ko uski adeten bhi bhaion se milti jhulti lagti hain eslye wo uski chahat ko qabool nahi karti aur Hamman se shadi kar leti.Aagay kia hota read karen 🌹 piyari ending hai ♥️♥️













Leave a Reply