Apni hi chah k sabab by Nighat Abdullah
Novel name_ Apni hi chah k sabab” published in Shua digest November 1995
Writer _ Nighat Abdullah
Pages 40
Nice family story hai with mature writing check karen🌹🌹
Heroin Sobia 4 behan bhaion se choti hai middle class family se hai.Heroin ke bhai nikame hain parhe likhe hone k bawjood walid pe bojh bane huye es bat ka heroin ko kafi ranj hai aur esi waja se ghar ka mahole bhi kharab rehta hai..
Heroin ki bari behno ki shadi ki umar hai pr munasib rishte nahi mil rahe.Heroin apne parose mai rehne wale Babar ko pasand karti hai jiski shadi heroin ki bari behan se hojati.
Hero Ihtisham heroin ki dost ka bhai hai jo kafi ameer family hai🥰Wo heroin k ghar proposal baijta hai lyken Babar heroin ko blackmail karta hai read karen happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply