Range Eid sahton k by Matahil Tanawish
Novel name_ Rang Eid sahton ke” published in Hina digest October 2010
Writer _ Matahil Tanawish
Pages _50
Nice After marriage+ Eid based family story hai check 🌹🌹
Hero Ubaid heroin Umaira ko pasand karta hai🥰 Umaira hero ki behan ki nand hai.Hero ki behan ka rawaiya susral walon se acha nahi wo husband Ahad ko alag ghar ke leye majboor karti hai.
Ahad k walid ki death ho chuki wo alag ghar lene pe razi nahi.Hero ki maa bhi beti ka sath de rahin jis waja se ghar ka mahole kharab rehta hai.Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai ♥️ ♥️













Leave a Reply