Aik tera sath by Afsheen Naeem
Novel name _ Aik tera sath” published in Khwateen digest December 2019
Writer _ Afsheen Naeem
Pages _28
2nd marriage based nice family story hai funny bhi hai must read 🙂🌹🌹
Hero Hassan k parents mai divorce ho chuki nanyal mai rehta hai maa bemar hone pr usay wapis walid k pas baij detin.Hero maa se khafa hojata.
Heroin Sundas k walid ki death ho chuki 2 behnen hain maa ko aik shakes propose karta hai jo unhen pehle se pasand karta tha pr dono ki shadi kaheen aur hojati.Heroin ki maa saas aur bachion ki waja se razi nahi hoti pr heroin halat ki waja se maa ko dusri shadi pe razi kar leti.
Heroin ki bari behan Chandni maa se khafa hai aur dadi ke qareeb hai jbke heroin maa se milti hai🙂Hero heroin ka takrao funny situation mai hota hai🙂Heroin ki behan Chandni ki story bhi achi hai.Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply