Ab k baras by Matahil Tanawish

Ab k baras by Matahil Tanawish

Ab k baras by Matahil Tanawish

Novel name _ Ab k baras” published in Hina digest January 2011
Writer _ Matahil Tanawish
Pages_30

Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Tehreem k parents ki death ho chuki.Heroin aur uski behan ki parwarish Tayaa ny ki hoti.Heroin ki behan ki shadi tayaa k bare betay se ho chuki.Hero Asafhan heroin k tayaa ka chota beta hai dono aik dusre ko pasand karte hain 🥰 Engaged hain.

Hero laparwah sa hai jise apne future ki koi fikar nahi esi waja se baap bete mai nok jhok rehti hai.Heroin ka university fellow proposal baijta hai jo k ache background se hai walid es rishte pr razi hojate…Agay kia hota read karen 🌹

Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *