Hum tumhare hain by Iqbal Bano
Novlet name _ Hum tumhare hain” published in Pakeeza digest April 2011
Writer _ Iqbal Bano
Pages _25
Family story hai check 🌹♥️
Heroin Aadila ka taluq gaon se hai study k silsilay mai apne Taya k ghar rehti hai.Taya k beta Soban bht chichora sa hai jise heroin tuition deti hai age difference hone k bawjood wo heroin ko wo ihtram nahi deta blke us se izhare mohabbat karta rehta.Hero Imran Soban ka bara bhai hai🌹Acha faisla laga heroin ka nice ending hai ♥️♥️













Leave a Reply