Ik humsafar acha laga by Rabia Kashmiri
Novel name _ Ik humsafar acha laga ” published in Kiran digest June 2004
Writer _ Rabia Kashmiri
Pages _30
Love story pe based halki phulki family story hai check 🌹🌹
Hero Aasim aur uski behan ki parwarish hero k mamoo ne ki hoti.Hero k mamoo ki aik beti Shabi (heroin) hai jis se hero engaged hai🌹
Hero taleem ki gharz se beroon mulk hota jab uski behan ki shadi hojati ab wo wapis aya hai doctor hai🙂Hero behan se milne uske susral jata hai jahan behan ki nand Sonia pr uska dil ajata.Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply