Chahton ka safar by Ifra Tahir

Chahton ka safar by Ifra Tahir

Chahton ka safar by Ifra Tahir


Novel name _ Chahton ka safar” published in Shua digest September 1997
Writer _ Ifra Tahir
Pages _54

After marriage based family story hai with Happy ending check ♥️🌹

Request story 👇
aik novel bta dain…kafi waqat pehlay parha tha….hero ka naam salman hota haoi…wo apni khala ki beti is ka naam jeena hota hai pasand karta hai….bt us ki maan ko pasand nahi hoti to wo s ki shadi heroine sai kara deti hai…story ka start n ki shadi sai hota hai….salman kai aik bhai nhi hota hai…hero ki maan dono beto ai bht farq karti hai…ar salman ko hamaisha de grade karti hai…chota beta apni marzi sai shadi kar leta hai is ki waja sai maan bht naraz hoti hai…hero ki khala ki death ho jati hai to hero apni cousion jeena ki help karta hai is par us ki maan ko bht issue hota hai wo is ki wife ko bhi bht tang karti hai jis par wo apni wife ko laye kar ghar chor deta hai but us ki wife ko lagta hai kai wo jeena ko pasand karta hai aur us sai nikkah karnay wala hai bt end mai hero heroine ko btata hai kai us ka nikkah kisi ar sai hai….plz agar pata hai to bta dae

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *