Harf e jan by Farah Bukhari

Harf e jan by Farah Bukhari

Harf e jan by Farah Bukhari

Novel name _ Harf e jan” published in Shua digest September 2024
Writer _ Farah Bukhari
Pages _32

After marriage based nice family story hai with mature writing check 🌹🌹

Heroin Noormina 2 behnen hain dadi k sath rehti hain.Heroin k walid ki death k bad heroin ki maa 2nd marriage kar leti jis se khandan mai  logon ko baten banane ka moqa milta.Ab dadi jald az jald heroin ki shadi karna chahti hain.

Hero Muzamil ka taluq gaon se hai jis se heroin ki arrange marriage hoti🥰Heroin gaon mai shadi se khush nahi.Heroin apni maa ke mazi ko le k bht preshan hoti.After marriage heroin hero mai unki bhabi Deeba villain ka kirdar ada karti hai 🙂 achi halki phulki family story hai with Happy ending ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *