Naye gulab talash karen by Zarnain Aarzoo
Novlet name _ Naye gulab talash karen” published in Shua digest June 1996
Writer _ Zarnain Aarzoo
Pages _32
2nd marriage based family story hai kuch kuch filmi touch ke sath🙂 check jinhen es writer ki stories pasand hain🌹🌹
Heroin Saniya k parents ki death ho chuki dada k sath rehti hai.Dada jis Hawaii mai rehte wo ab usay girvi rakh chuke aur jis shakhas k pas ye Hawaili girvi hai wo heroin se shadi karna chahta hai kafi age ka hai.
Hero Sherzaman ki bv ki death ho chuki aik beta hai.Hero Toofani barish se bachne k leye Hawaili mai panah leta hai🌼Agay read karen happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply