Ajab tha juram e mohabbat by Saima Zaheer
Novel name _ Ajab tha Juram e mohabbat ” published in Kiran digest May 2000
Writer _ Saima Zaheer
Pages _44
Forced marriage+ After marriage based family story hai check 🌹🌹
Hero Jazib apni czn Suman ko pasand karta hai doctor hai .Suman k parents ki death ho chuki hero k ghar rehti hai.
Gul Hero k mamoo ki beti hai jinse hero ki family ki narazgi chal rahi hoti.Gul 4 bhaion ki ikloti behan hai baba ki ladli hai eslye bhabion ko wo ankh nahi bhati.Gul shadi ki taqreeb mai hero se takrati hai aur zid kar k walid ko hero se shadi pe razi karti.
Agay read karen nice ending hai ♥️♥️













Leave a Reply