Tum se ulfat k taqaze na nibhaye jate by Maira Malik
Novlet name _ Tum se ulfat k taqaze na nibhaye jate” published in Shua digest January 2003
Writer _ Maira Malik
Pages 27
Nice family story hai 🌹 funny bhi hai check karen🙂🌹
Zuhra khatoon aur Kaneez khatoon apas mai rishtedar hain dono ki apas mai nahi banti.Hero Usman Kaneez ka beta hai aur heroin Sobia Zuhra ki beti hai🙂Dono k ghar pass pass hain jis waja se ayee din dono families ki nok jhok rehti hai🙂
Hero Usman la ubali nature ka hai jiski harkten heroin ki maa ko aik ankh nahi bhatin🙂Usman heroin ko pasand karta hai agay kia hota read karen happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply