Aey jazba e dil by Fatima Ambreen
Novlet name _ Aey jazba e dil” published in Shua digest September 2004
Writer _ Fatima Ambreen
Pages _25
Nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Shamaim ki maa jise pasand karti thi unse family shadi nahi karwati es waja se wo apne ghar walon se saray rishte khatam kar chuki hain.Hero Toseeq czn hai aur doctor hai🥰Heroin k leye proposal baijta hai jise heroin ki maa reject kr deti.
Hero ka taluq heroin k nanyal se hai ab maa ny jan bhoojh k nanyal mai heroin ko shadi mai shirkat k leye bhaija hai.Achi story hai with Happy ending ♥️ ♥️













Leave a Reply