Kaar e jahan k melay by Samra Bukhari
Novel name _Kaar e jahan k melay” published in Shua digest May 1996
Writer _ Samra Bukhari
Pages _45
Revenge based nice family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Hero Ammad aur Zunair apas mai czns hai aur dono mai kafi dosti bhi hai.Ammad middle class family se hai.Dono dost shadi mai shirkat ki gharz se apne rishtedar k ghar ate hain.Heroin Majoor esi ghar mai rehti hai🙂
Heroin 2 behnen hain parents ki death ho chuki.Zunair ko jab Majoor lift nahi karwati to usay bht bura lagta aur eska gharoor torne ka irada karta hai.
Heroin ki behan ke susral wale shadi k din apne dusre bete ke leye heroin ka rishta bhi mang k blackmail karte tab Zunair heroin ko apni fiance zaher kar k mamla sambhal leta.Agay kia hota heroin Ammad se kese jurti read karen piyari story chalti hai 🌹
Hero heroin ki happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply