Novel name _ Pehla Tara” published in Kiran digest November 2014
Writer _ Haya Bukhari ( Marhooma)
Pages _35
Eid based Nice family story hai check 🌹🌹
Heroin Aina k parents mai divorce ho chuki uski parwarish chachi ne ki hoti.Walid ki achanak death hojati Ab heroin k walid ki wassiyt k mutabiq heroin ko apni maa k pass jana hai jinse heroin bht nafret karti aur jana nahi chahti.
Hero Arshaq heroin k mamoo ka beta hai jo heroin ko lene ata hai🥰Hero apni phupho ke bht qareeb hai.Heroin pehli dafa nanyal aye hai achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply