Khuwabon k aayene by Naeema Naz Sultan

Khuwabon k aayene by Naeema Naz Sultan

Khuwabon k aayene by Naeema Naz Sultan

Novlet name _ Khuwabon k aayene” published in Khwateen digest February 2010
Writer _ Naeema Naz Sultan
Pages _29

After marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Maryam k 2 bhai aur 3 behnen married hain. Heroin ki behno ki shadi pass k aria mai hone ki waja se wo akser mayeke ayee rehti.Kitchen ki sari zemedari heroin pe hoti.

Heroin choti family mai shadi karna chahti.Heroin k leye hero Saqib ka proposal ata jiski maa ki death ho chuki.Hero apne walid k sath rehta hai💕After marriage heroin ki choti family mai shadi ka khuwab kese chakna choor hota read karen 🙂

Nice ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *