Jese kuch hua hi nahi by Asia Razzaqi

Jese kuch hua hi nahi by Asia Razzaqi

Jese kuch hua hi nahi by Asia Razzaqi

Novlet name _ Jese kuch hua hi nahi” published in Khwateen digest November 2011
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _35

2nd marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Haleema ki maa ki death k bad walid 2nd marriage kr lete.Heroin ki soteli maa ka salook us se acha nahi hota.Heroin ki dadi dusre betay ki family k sath shehar mai rehti hain wo heroin ko apni dekh bal k leye apne pas bula letin.

Hero Sarim heroin k chacha ka beta hai🥰Wo heroin ko pasand karta hai per uski maa ko heroin aik aankh nahi bhati🙂Dadi hero ki chahat se agah hoti per bahoo ki waja se kisi aur se heroin ki shadi tey kar deti.Aagay kia hota read karen 💞

Happy ending hai ♥️ ♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *